Facebook par paise kaise kamaye | Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike | Facebook page monetize kaise kare...

Facebook par paise kaise kamaye | Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike | Facebook page monetize kaise kare...




 Hello guys, welcome to Lifestyle blog. Aaj hum baat karenge ki Facebook par paise kaise kamaye. Chaliye aaj aap ko pahle ye batayenge ki Facebook par Professional Account. Usake baad Monetize kaise kare aur  Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike.




Facebook par paise kaise kamaye | Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike | Facebook page monetize kaise kare...



Professional Account kaise banaye :-

    Sabse pahle aapke phone me  Facebook aap hona chaliye agar nahi hai to download kare.                         Download karne ke baad open kare.
    Aapne number/Gmail se login kare account ka naamkaren kare 
    Kisi bhi Dost/rishtedar/sage sambandhiyo ko follow na kare 
    Kush khash gine chune celebrity/businessman  ko follow kare 
    Profile ke option ko open kare aur About me par click kare
    Ab work and Education me Add workspace par kare click
    Add work ko open kareke VIP Facebook ke option par click kare aur aapka Professional Account             ready ho jayega.



    Facebook par paise kaise kamaye | Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike | Facebook page monetize kaise kare...





    Facebook Page ko Monetize karna :-


    Monetize karke Paisa kamane ke liye aapko sabse pehle Facebook ki website        www.facebook.com/creatorstudio par jaye
    Monetization ke option par click kare
    Payout Account set up kare
    Apni personal account fill kar de 
    Bank details set kar de
    Form W-8BEN ko print kare.
    Ab aap dekhenge ki aapka Account Monetize ho chuka hai.

    Facebook par paise kaise kamaye | Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike | Facebook page monetize kaise kare...





    Paid Post Ko Publish karna :-

    Paid posts bh Facebook par paise kamane ke achhe tarike hai. Agar aapke followers jyada hai to aap apne Facebook Account par se traffic ko dusare Product/Company/Website par kisi diye hue post ko post karke send kar sakte hai aur aapko sab paise bas ak post ke mill jayenge.

    Iske liye koi Product/Company/Website aapko khud chunkar inform kar dengi aur aap uske liya ha bolkar sponsored post pa sakte hai.



    Rent par dekar :-

    Facebook Profile ko Rent par dena aisa hai jaise aap apna ghar kisi ko Rent par de aur fir kuch samay baad use vapas le. Ye aamtor par buhat kum kiya jata hai. par aap jitni jyada Rent lenge aap utna hi jyada kama payenge.


    Apne Facebook Page Ko Bechkar :-


    Kai sare log apna ak fully set Facebook Account se hi journey ko start karna chahte hai. Un logo se aap apne Account ke achievement ke hisab se paise ki mang kar sakte hai. Aapko bs un logo se baat karni hai aur paise aapke.

    Facebook par paise kaise kamaye | Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike | Facebook page monetize kaise kare...





    Agar Aapka Koi business hai to :- 


    Agar Aapka Koi business hai to aapke liye Face book to aur faydemand ho sakta hai aap iska istemal aapne business ko jyada-se-jyada logo tak pahucha sakte hai. apne business ko advertise kar sakte hai, apne products ko advertise kar sakte hai.


    Digital content se :-


    Aapko jis bhi baare me knowledge hai aap us baare me ak content create kar sakte hai.jaise ki agar aapko digital marketing ke baare me knowledge hai to aap usse content likh sakte hai share kar sakte hai. agar aapko share market/Technology aur baaki sare muddo ke bare me content likh sakte hai.
    Agar aapko kuch nhi aata to aap jha-jha ghoome hai jha ka tour kiya hai vha ke baare me content likh sakte hai. aap Travel blogger ban sakte hai, Food blogger bhi ban sakte hai

    Facebook par paise kaise kamaye | Facebook se 1,00,000 tak kamane ke tarike | Facebook page monetize kaise kare...




    Camera man :-


    Camera man bhi apne skill ko logo ke samne is social media site ke jariye pahuch sakte hai.
    Iske liye bs ak video banakar aapne skill ka pradarshan karna hota hai.


    Bloggers ke liye:-


    bloggers ke liye ye app to kuch jyada hi khas hai jin logo ne hi halhi me hi blogging suru ki hai unke account par jyada traffic nhi aa rhi to ve is social media site par kai sare groups me aapne ak dushre ke blogs ko check out karte hai aur traffic create karte hai.



    -:Aap sabhi ka danyvad is blog ko ant tak padne ka:-

    1 comment:

    Powered by Blogger.